Tubelight – LetsLyrics.com http://www.letslyrics.com Wed, 26 Dec 2018 11:04:26 +0000 en-US hourly 1 https://wordpress.org/?v=4.9.9 http://www.letslyrics.com/wp-content/uploads/2017/09/cropped-LL-updated-Favicon-150x150.png Tubelight – LetsLyrics.com http://www.letslyrics.com 32 32 Bepanah Lyrics – Tubelight, KK http://www.letslyrics.com/bepanah-lyrics-tubelight-kk/ Sun, 25 Jun 2017 08:29:12 +0000 http://www.letslyrics.com/?p=2222 Bepanah Lyrics– Bepanah song sung by KK From movie TUBELIGHT, Director by Kabir Khan, Salman Khan, Sohail Khan, Music Made up by Pritam and lyrics by Amitabh Bhattacharya. Main agar sitaaron se chura ke laaun...

The post Bepanah Lyrics – Tubelight, KK appeared first on LetsLyrics.com.

]]>

Bepanah Lyrics– Bepanah song sung by KK From movie TUBELIGHT, Director by Kabir Khan, Salman Khan, Sohail Khan, Music Made up by Pritam and lyrics by Amitabh Bhattacharya.

Bepanah lyrics-Letslyrics

Song Bepanah
Singer KK
Lyrics Amitabh Bhattacharya
Music Pritam
Music Label T-Series
Movie TUBELIGHT

Main agar sitaaron se chura ke laaun roshni
Hawaaon se chura ke laaun raagini
Na poori ho sakegi unse magar teri kami
Main agar nazaron se chura ke laaun rangatein
Mazaaron se chura ke laaun barqatein
Na poori ho sakegi unse magar teri kami

Meri bezubaani qafas ek tune sunaa
Mere gham ka merham tera pyar hai bepanah
Bepanaah…
Bepanaah…

Tere bina umr ke safar mein
Bada hi tanha hoon main
Raftaar jo waqt ki pakad na sake
Woh lamha hoon main

Faagun ke mahine
Tere bina hain pheeke
Jo tu nahi toh saare
Saawan mere sookhe

Main agar kitaabon se chura ke laaun qaayde
Hisaabon se chura ke laaun faayde
Na poori ho sakegi unse magar teri kami

Main agar sitaaron se chura ke laaun roshni
Hawaaon se chura ke laaun raagini
Na poori ho sakegi unse magar teri kami

Tere gham ka main tujhse pehle karun saamna
Tere hi liye toh mera pyaar hai bepanah

Bepanaah…

The post Bepanah Lyrics – Tubelight, KK appeared first on LetsLyrics.com.

]]>
Kuch Nahi Lyrics –Shafqat Amanat Ali, papon,Javed Ali http://www.letslyrics.com/kuch-nahi-lyrics/ Sun, 25 Jun 2017 08:06:14 +0000 http://www.letslyrics.com/?p=2218 Kuch Nahi Lyrics– Kuch Nahi song sung by Javed Ali, Shafqat Amanat Ali, Papon From movie TUBELIGHT, Director by Kabir Khan, Salman Khan, Sohail Khan, Music Made up by Pritam and lyrics by Amitabh...

The post Kuch Nahi Lyrics –Shafqat Amanat Ali, papon,Javed Ali appeared first on LetsLyrics.com.

]]>

Kuch Nahi Lyrics– Kuch Nahi song sung by Javed Ali, Shafqat Amanat Ali, Papon From movie TUBELIGHT, Director by Kabir Khan, Salman Khan, Sohail Khan, Music Made up by Pritam and lyrics by Amitabh Bhattacharya.

Kuch Nahi -Tublight-Letslyrics

Song Kuch Nahi
Singer Javed Ali, Shafqat Amanat Ali, Papon
Lyrics Amitabh Bhattacharya
Music Pritam
Music Label T-Series
Movie TUBELIGHT

Naa nabz, naa hi saansein
Kuch nahi, kuch nahi
Tere bina hai jeena
Kuch nahi, kuch nahi
Naa ashq naa hi aahein
Kuch nahi, kuch nahi
Tere bina hai marna
Kuch nahi, kuch nahi

Tere bina main kyun
Tere bina main kya
Har pehar dar-ba-dar
Kuch nahi, kuch nahi

Naa aks naa hi saaya
Kuch nahi, kuch nahi
Tere bina hai mera
Kuch nahi, kuch nahi

Ho…

Ghamzada si vaadiyan
Hai de rahi salamiyaan
Tujhe yaad karke
Tujhe yaad karke

Hai zubaan pe aa rahi
Teri sabhi kahaaniyan
Tujhe yaad karke
Tujhe yaad karke

Tere bina main kyun
Tere bina main kya
Har pehar dar-ba-dar
Kuch nahi, kuch nahi

Shaam-o-subah, yeh sadiyaan
Kuch nahi, kuch nahi
Tere bina yeh duniya
Kuch nahi, kuch nahi..

Ho…

The post Kuch Nahi Lyrics –Shafqat Amanat Ali, papon,Javed Ali appeared first on LetsLyrics.com.

]]>
MAIN AGAR Lyrics – Tubelight Song by Atif Aslam http://www.letslyrics.com/main-agar-lyrics-tubelight-song-atif-aslam/ Thu, 22 Jun 2017 20:00:07 +0000 http://www.letslyrics.com/?p=2214 MAIN AGAR Lyrics– MAIN AGAR song sung by Atif Aslam From movie TUBELIGHT, Director by Kabir Khan, Salman Khan, Sohail Khan, Music Made up by Pritam and lyrics by Kausar Munir. Main agar sitaaron...

The post MAIN AGAR Lyrics – Tubelight Song by Atif Aslam appeared first on LetsLyrics.com.

]]>

MAIN AGAR Lyrics– MAIN AGAR song sung by Atif Aslam From movie TUBELIGHT, Director by Kabir Khan, Salman Khan, Sohail Khan, Music Made up by Pritam and lyrics by Kausar Munir.

MAIN AGAR Lyrics-Letslyrics

Song MAIN AGAR
Singer Atif Aslam
Lyrics Amitabh Bhattacharya
Music Pritam
Music Label T-Series
Movie TUBELIGHT

Main agar sitaaron se chura ke laaun roshni
Hawaaon se chura ke laaun raagini
Na poori ho sakegi unse magar teri kami
Main agar nazaron se chura ke laaun rangatein
Mazaaron se chura ke laaun barqatein
Na poori ho sakegi unse magar teri kami

Yeh duniya paraayi hai
Bas ek apna hai tu
Jo sach ho mera woh
Savere ka sapna hai tu

Dekhunga tera raasta
Ho kuch tujhe bas Khuda na khasta

Ho..

Tere bina umrr ke safar mein
Bada hi tanha hoon main
Raftaar jo waqt ki pakad na sake
Woh lamha hoon main

Faagun ke mahine tere bina hain pheeke
Jo tu nahi toh saare saawan mere sookhe

Main agar kitaabon se chura ke laaun qaayde
Hisaabon se chura ke laaun faayde
Na poori ho sakegi unse magar teri kami

Main agar sitaaron se chura ke laaun roshni
Hawaaon se chura ke laaun raagini
Na poori ho sakegi unse magar teri kami

Yeh duniya paraayi hai
Bas ek apna hai tu
Jo sach ho mera woh
Savere ka sapna hai tu

Dekhunga tera raasta
Ho kuch tujhe bas Khuda na khasta
Khuda na khasta…
Khuda na khasta…

The post MAIN AGAR Lyrics – Tubelight Song by Atif Aslam appeared first on LetsLyrics.com.

]]>
Tinka Tinka Dil Mera Lyrics – TUBELIGHT | Rahat Fateh Ali Khan http://www.letslyrics.com/tinka-tinka-dil-mera-lyrics-tubelight-rahat-fateh-ali-khan/ Thu, 22 Jun 2017 19:45:46 +0000 http://www.letslyrics.com/?p=2210 Tinka Tinka Dil Mera Lyrics– Tinka Tinka Dil Mera song sung by Rahat Fateh Ali Khan From movie TUBELIGHT, Director by Kabir Khan, Salman Khan, Sohail Khan, Music Made up by Pritam and lyrics...

The post Tinka Tinka Dil Mera Lyrics – TUBELIGHT | Rahat Fateh Ali Khan appeared first on LetsLyrics.com.

]]>

Tinka Tinka Dil Mera Lyrics– Tinka Tinka Dil Mera song sung by Rahat Fateh Ali Khan From movie TUBELIGHT, Director by Kabir Khan, Salman Khan, Sohail Khan, Music Made up by Pritam and lyrics by Kausar Munir.

Tinka Tinka Dil Mera-tubelight-Letslyrics

Song Tinka Tinka Dil Mera
Singer Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics Kausar Munir
Music Pritam
Music Label T-Series
Movie TUBELIGHT

Tinka tinka dil mera
Teri lau mein jalta hai
Jaaye tu chaahe kahin
Mere dil mein dhalta hai
Katra katra dil mera
Tere raah mein behta hai
Jaaye tu chaahe kahin
Mere dil mein rehta hai

O… wo o…

Teri ikk-ikk karke yaadein aati hain
Meri ikk-ikk karke saansein jaati hain
Yeh meri aah jo kabhi kahin nikal jaaye
Maange bas ikk jhalak teri kahin tu mil jaaye

Tukda tukda dil mera
Tera rastaa takta hai
Jaaye tu chaahe kahin
Mere dil mein thamta hai

Zarra zarra gham mera
Tere dil mein hansta hai
Jaaye tu chaahe kahin
Mere dil mein basta hai

Oo… wo…

The post Tinka Tinka Dil Mera Lyrics – TUBELIGHT | Rahat Fateh Ali Khan appeared first on LetsLyrics.com.

]]>
Naach Meri Jaan Lyrics – Tubelight | Salman Khan + Sohail Khan http://www.letslyrics.com/naach-meri-jaan-lyrics-tubelight-salman-khan-sohail-khan/ Thu, 22 Jun 2017 19:28:39 +0000 http://www.letslyrics.com/?p=2204 Naach Meri Jaan Lyrics– Naach Meri Jaan song sung by Nakash Aziz, Kamaal Khan, Dev Negi, Tushar Joshi From movie Tubelight, Director by Kabir Khan, starring Salman Khan and Sohail khan, Music Made up...

The post Naach Meri Jaan Lyrics – Tubelight | Salman Khan + Sohail Khan appeared first on LetsLyrics.com.

]]>
Naach Meri Jaan Lyrics– Naach Meri Jaan song sung by Nakash Aziz, Kamaal Khan, Dev Negi, Tushar Joshi From movie Tubelight, Director by Kabir Khan, starring Salman Khan and Sohail khan, Music Made up by Pritam and lyrics by Amitabh Bhattacharya.

Naach-Meri-Jaan-Lyrics-TubelightLetslyrics

Song Naach Meri Jaan
Singer Nakash Aziz, Kamaal Khan, Dev Negi, Tushar Joshi
Lyrics Amitabh Bhattacharya
Music Pritam
Music Label T-Series
Movie Tubelight

Tu mera hukum ka ikka
Tu hi meri cricket ka chhakka
Main Aladdin, tu mera Jinn
Main adhoora tere bin…
Tu meri boli ka sikka
Tu hi dildaar mera pakka
Tu Aladdin, main tera Jinn
Main adhoora tere bin

“Main kisi se kam nahi” tune sikhaya
Jeene ka nuskha yehi tune bataya

Naach meri jaan hoke magan tu
Chhod ke saare kintu parantu (x2)

Maar chhalaange chhu le gagan tu
Chhod ke saare kintu parantu
Naach meri jaan hoke magan tu
Chhod ke saare kintu parantu

–(Chorus)–

Rishta humaara jaise ke dori
se judi ho patang, patang, patang, patang
Tujh se bichad ke chal na sakunga
Ek bhi main kadam, kadam, kadam, kadam (x2)

Palkon pe mujhko bas tune bithaya
Jeene ka nuskha yehi tune bataya

Chhed ghata ko banke pawan tu
Chhod ke saare kintu parantu
Naach meri jaan hoke magan tu
Chhod ke saare kintu parantu

Maar chhalange, chhu le gagan tu
Chhod ke saare kintu parantu
Naach meri jaan hoke magan tu
Chhod ke saare kintu parantu

–(Instrumental break)–

O Aasmaan ka tu jhilmila chandaa
Main hoon tera taara, taara, taara, taara
Sang tere hi jeet hai meri
Main akela haara, haara, haara, haara (x2)

Tune pahaada himmat ka padhaya
Jeene ka nuskha yehi tune bataaya

Zindadili seekh le fun tu
Chhod ke saare kintu parantu

Naach meri jaan hoke magan tu
Chhod ke saare kintu parantu

Maar chhalaange chhu le gagan tu
Chhod ke saare kintu parantu
Arey Naach meri jaan hoke magan tu
Chhod ke saare kintu parantu

The post Naach Meri Jaan Lyrics – Tubelight | Salman Khan + Sohail Khan appeared first on LetsLyrics.com.

]]>