Badnaamiyan Lyrics – Armaan Malik | Hate Story 4

This romantic Song from the latest movie ‘Hate Story 4‘ starring Urvashi Rautela, Vivan Bhathena and Karan Wahi in lead roles. The song is sung by Armaan Malik, the music is composed by Baman-Chand while its lyrics are written down by Rashmi Virag.

Song Badnaamiyan Lyrics
Singer Armaan Malik
Lyrics Rashmi Virag
Music Baman-Chand
Music Label T-Series
 Movie Hate Story 4

Badnaamiyan Lyrics

Zindagaani ke lamhon ko tere naam kar diya
Zindagaani ke lamhon ko tere naam kar diya
Khud ko teri hi khatir badnaam kar diya
Badnaamiyan mili, tanhaiyan badhi
Badnaamiyan mili, tanhaiyan badhi (x2)

Har pal yeh dil yaad tujhe karta rehta hai
Har pal tere sapne ye dekha karta hai
Maana tumne raaste apne badal diye
Yeh bechara beete kal mein hi rehta hai

Aakhiri saans ko bhi tere naam kar diya
Aakhiri saans ko bhi tere naam kar diya
Khudko tere hi khaatir nakaam kar diya
Badnamiyan mili, tanhaiyan badhi
Badnamiyan mili, tanhaiyan badhi

Main teri aankhon mein dekhta hoon khudko
Tumko kya dikhta hai, meri nazron mein kaho

Dekhte chaahte, subah ko shaam kar diya (x2)
Khud ko teri hi khatir qurbaan kar diya

Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi (x2)

Zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya
Zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya
Khud ko teri hi khatir badnaam kar diya

Badnaamiyaan mili, tanhaiyaan badhi
Badnaamiyaan mili, tanhaiyaan badhi

 

You may also like...